Taraf



Raste char
Bich mein hum
Aakhe chinta kare
Kaha jaye

Kaunsi taraf
Taraf taraf

Chalbaji ya chalaki
Fase hui kai jaan
Bahar kaise jaya jaye

Kaunsi tarf
Taraf taraf

Gufa hai lekar andhera
Gusa hai lekar dar
Mushkile kil hai
Chub rahi hamari taraf

Kaunsi taraf
Taraf taraf
©gautampatra
121w
Written on year 2018 May/June in between